Nafrat ho jayegi

 



Nafrat ho jayegi tujhe apne hi kirdaar pe,
Agar mein tere hi andaz me tujh se baat karun



Os ne tujh sy baat nahi karni
Phir bhi tu osy mana raha hai
Ay samjh ja na yaar
Kun khud ko apni hi nazron main
Itna gera raha hai 

Post a Comment

0 Comments