Abhi dhond hi rahi thi tumhain yeh nazar Tum a gy achnak bari umar hai tumhari Abhi kuch dair phely bara zikar tha tumhra Kahi bar dharkhnon ne tujhy pyar sy pukara
Aaj dekha hai tujh ko dair ky baad Aaj ka din guzar na jaiy khain Aarzon hai keh tu yahan ay Aur phir umar bhar na jy khain
Kho gy ho tu pachtao gy bhout Mujhe tu lot any ki aadat ni hai
0 Comments